Top 5 Smartphone Hidden Features | टॉप 5 स्मार्टफोन हिडन फीचर्स
Smartphone users ke liye top 5 Hidden Settings ke bare me aaj kae post mae btane wala hu, Lagbhag aaj ke time me sabhi koi smartphone istamal karte hain, Android Operating System (AOS) ke Startings sae lekar abhi tak bahut sarae Android version launch huye hai, jisme sabhi alag alga smartphone me settings bhi alag diya rahta hain,
Agar aap smartphone use karte hain jo Aap sabhi kartae hongae to is post Mae batayae gayae Steps ko acche se Follow kare Is Post main Android Phone user ke liye 5 Hidden secret Feature share karne wala hu post acche se padhe or kisa laga jaroor Comment Kar Kae Batayae,..
Do not disturb on android phone me sabse accha option hain, Iska faida hai kisi bhi private call ya phir personal phones call se paresan (Disturb) hone par smartphone me Do Not Disturb ON Kare, Do not disturb IPhone,IPad and Android Device me mil jayega, Do not disturb turn on karke costume scheduled time set kar sakte hain, Jis time apka meetings rahe to uskae hisab sae customization kar sakte hain, Do not disturb, Samsung Galaxy, Lenovo, Redmi,etc on android lollipop ke upar version me mil jayega,
Best Free mobile games
Example:-
Gingerbread, Ice Cream Sandwich, Jelly Bean,KitKat, Lollipop, Marshmallow and last me October 4,2016 Nougat launch huaa hain, Internet par bahut sare secret settings smartphone ke liye use search kiya jata hain jisme kuch hi work karta hai, But aaj main android devices user ko hidden settings ke bare me bataunga jo syd kabhi istemal kiya hoga apne,Agar aap smartphone use karte hain jo Aap sabhi kartae hongae to is post Mae batayae gayae Steps ko acche se Follow kare Is Post main Android Phone user ke liye 5 Hidden secret Feature share karne wala hu post acche se padhe or kisa laga jaroor Comment Kar Kae Batayae,..
Top 5 Smartphone Hidden Features | टॉप 5 स्मार्टफोन हिडन फीचर्स
1. How to Enable Guest Mode on Android Mobile ?
Guest Mode Feature Android Mobile Mae Bahut Best feature Hain, Guest mode enable karne ke liye Android 5.0 Lollipop aur issae upar version ka phone hona jaruri hai. tabhi mobile me ye function milega Kisi bhi android mobile device me multi use crete kar payenge, Guest mode ka istemal apne Private Data PHOTOS VIDEOS APPS ko chupane ke liye kar sakte hain, Family me koi phone mange ya apke dosto ko Dena parae aur aap nahi chahte ho ki apke phone ke deta koi aur dekhe to uske liye apko Guset Mode on karke de Dena hoga,Guest Mode on karnae Kae liyae
How to Enable Guest Mode on Android Mobile ?
- ⏩Sabse pahle notification bar ko drop down kare,⏩User Avatar yo chota sa logo dikhayi dega⏩us par click karaephir⚫Add guest par click kare
- Second method Guest Mode ON karne ke liye sabse pahle apne ⏩Setting⏩User ⏩⚫Guest Mode par click kare. Now successfully activate guest mode,
2. How to Use Do Not Disturb on Android Devices ?
Do not disturb on android phone me sabse accha option hain, Iska faida hai kisi bhi private call ya phir personal phones call se paresan (Disturb) hone par smartphone me Do Not Disturb ON Kare, Do not disturb IPhone,IPad and Android Device me mil jayega, Do not disturb turn on karke costume scheduled time set kar sakte hain, Jis time apka meetings rahe to uskae hisab sae customization kar sakte hain, Do not disturb, Samsung Galaxy, Lenovo, Redmi,etc on android lollipop ke upar version me mil jayega,
Yae Post Bhi PadhyaeHow to Use Do Not Disturb on Android Devices ?
⏩Drop Down Notification Bar Ab⏩⚪Apko Do Not Disturb option milaega Turn ON kare, Kuch option apko milega Total silence, Alarms only, A Priority Only check kare aur DONE karde,
Best Free mobile games
3. How to turn on TalkBack On Phone ?
Turn on TalkBack Kaise Kare Yae ek Accessibility hai Talkback feature android lollipop version ke Uppar kae sabhi Version walae phone Mae diya rahta hain, TalkBack feature aisa feature design kiya hain unke liye jinko kam (low) dikhayi deta hai, TalkBack on karne par jo bhi screen par work kartogae usko phone bol kar batata hain, Talkback is very helpful to Blind and low -vision user,Top 3 best mobile video editing softwareTalkback Feature on Karnae Kae liyae Step Ko Follow Karae
How to turn on TalkBack On Phone ?
Go to Your Phone⏩Settings ⏩Accessibility ab apko⚫Talkback milega bus usko on kar de,
4. How to turn on Colour Inversion Feature on Mobile ?
Android Mobile Colour Inversion Feature Colour inversion bahut hi aacha Android Mobile ( Phone ) option diya Gaya hain android phone me isse kya hota ? Aap soch rahae hongae issae ankho ( Eye ) Mae light nahi padta hain, Invert Colors on mobile brightness control without any apps se kar sakte hain, Display brightness eye protection karta hain aur jab Aap display colour inversion on karte hain to mobile night mode me ON ho jata hai,Colour Inversion On Karnae Kae liyae
How to turn on Colour Inversion Feature on Mobile ?
Sabse pahle mobile ki⏩Settings me jaye Ab ⏩Accessibility par click kare Aab sabse Niche ⚫Color Inversion Option milega usae on Kar dae
5. How to Use Magnification Gestures on Android Devices ?
Magnification gestures android Mobile mae bahut hi best function Diya Gaya hain, Iska faida ye hain ki Aap mobile phone screen ko ZOOM kar saktae hai aur sath me koi documents and PDF file jab hum open kartae hai to bahut chota dikhaye deta hai to usae zoom kar sakte hain,Magnification Gestures used karne ke liye
How to Use Magnification Gestures on Android Devices ?
Mobile kae⏩Settings me jaye ⏩Accessibility option par click kare Scroll Down ab apko⚫Magnification Gestures milaega Turn Off/ON kare, Use magnification gestures zoom mobile screen dispaly everything's on your screen ON karnae Kae baad jab bhi screen large karna ho to Mobile Screen Par🔸TRIPLE bar click karae
1 Comments
Thank You For vigit my blog
ReplyDelete