How To Increase Phone Speed ?

How to do your Phone fast ? | How To Inrcease Phone Speed ?

How to do your Phone fast ? | How-To-inrcease-Phone-Speed ?,Speed-up-smartphone-performance
How To Increase Phone Speed ?
Hello Friends aaj ke is post me mai aapko Android Phone ko kaise Fast karte hai iskae Barae Mae batunga. Dost jaisa ki hum Sab ke pass Android Phone hota hai or jab phone naya new hota hai to fast chalta hai. Jaise hi kuch din ho jate hai to slow kam karne lagta hai. To aaj main ek tips batane wala hu jise apne Android Mobile ko fast kar sakte hai. Bahut hi simple or easy hai. Ye options har ek Android Mobile me hota hai. Chaliye start karte hai.

Mai batane ja rahe hu apne purane android phone ko thora fast kaise bana sakte hai.

Step 1.

Sabse pahle aap mobile ki Setting me jaye. >> About Device >>Build Number par 6 se 7 bar click karte rahe to developer mode on ho jayega.

Step 2.

Phir aap back Jaye or >>Developer Option dekhega us par click karae
Developer Option mae niche ke taraf aap ko 3 option dekhega.

• •Windows Animation Scale

• •Transition Animation Scale

• •Animator Duration Scale

In tino ki Default value 1x hoga. Agar ise badate hai to mobile bahut hi dire kam karne lagega aisa lagega aap ka phone laps kar raha hai.

Step 3.

Agar aap chahte hai apka phone thira Fast ho jaye to tino >>Option ko 0.5x kar de ya  aap >>off kar de to or bhi acha rahega. Mobile bilkul Fast or Smooth kam karnae lagaega apko fark jaroor dikhai dega.

Apne purane phone ko fast karne ke liye. Aap 2,3 month me apne set ko format jarur kare. Format karne se pehle apne mobile ka jaroor  backup bana le. Kyoki Format karne se aap ki files delete ho gayi to apka kuch nuksan nahi hoga Aap dobara recover Kar saktae hai

How to do your Phone fast ?| Android Phone ko Fast kisae karae, Is Post ko padhne ke liye bahut bahut dhanyawad. Agar koi swal Questions ya sujhao Suggetions ho to aap mujhe comment kar ke bata sakte hai

Thanks 😊

Post a Comment

0 Comments